monu ( in mind ) - karan pata nhi kaisa hoga bhai se jitna suna hai bohat akdu aur khadoos hai khadoos shergill hai but jo bhi ho shergill family ka hisa hai so kya kar sakte hai but I am happy aaj shergill family aa rahi hai uncle , aunty , bhai , bhabhi , baby sab aur ganju uncle aur sid bhi aa raha hai .
monu - papa mein kheer bana deti hun bhai , bhabhi aur baby ko pasand hai

Show your support
.jpg)
Write a comment ...